HELLO FRIENDS
Friend exam time chal raha hai aur sbhi apne apne hisab se study me lage huye hai. exam time me bahut ghabrahat hoti hai aur yad krne ki capicity km ho jati hai. yhi student ki sbse badi bhul hoti hai. wo exam pattern ko bina smjhe ya bina sllybus ko taiyar kiye hi exam dene chale jate hai aur fir exam hal me wahi hota h
oh my god !!!
ye to mene pada hi nahi ,,,,ye to book me tha hi nhi
is problm se bachne ke liye jarurt hoti hai time managment ki
me apko bata du friends koi bhi exam ppr kisi book se taiyaar nhi kia jata hai. usme slybus ko dhyan me rakhte huye bahut se subject related persons ki jo comety hoti h wo exm ppr taiyar krti hai.
to ab bat aati h..jb ppr book se nhi ata to study kese kare.....
iske liye apko bht deeply study krni hoti h and slybus ka dply knowldg hona chahiye..topic by topic
exam face krne ke liye jaruri hai ...,slybus related hr topic ki dply study
to apko krna ye h ki sbse phle apko slybus print out nikl kr apne study room me jaha ap study krte h waha chipka lena hai jisse jb bhi ap study krne betho wo apko theek treeke se dikhe
uske bad apko topic by topic list banani h,,,,ki kon kon se topic h apke slybus me and apko diffculty kis topic me km h and difficulty jyda kis me hai
fir apko time calculate krna hai ki apke pas study ke liye kitna time hai and kis topic pr kitna time spend krna hai
agar itna kr lete hai ap to yakeen maniye apki adhi tention yaha khatm ho jati hai ,,,,,
ab bat ati h study material ki -
to friend ajkl har hath me mobile hai ,,,and sayd hi koi topic ho jiska detail study material internet pr available n ho
to phle apne jo book mrkt se khareedi hai ,,,usme chek kijiye ki sabhi topic cover kiye gaye h ki nahi aur fir dekhiye ki unka difficulty lvl apke exam ke according h ya nahi ..
jo jo topic apke slybus me match kare ,,,unke phle ap book se study kijiye aur unka basic knowledg lijiye...
ho sake to 2 3 book le ..jisse material ki clearty ho jaye
and apko padhe huye section ko high lighter se highlight kr dena hai....
yha apko 65 % prepration ho jati hai ...
ab apko ek ek topic ko time ke according net pr search krna hai and usko padhna h ki isme book se kya diffrent hai ,,,
ek ek kr sare topic isi tarah cover kijiye ,,,and fir youtube pr videos me inki tricks search kijiye,,,
bs yha se apko confidence aane lgega ki apki study complte ho rhi h,,,,
adhik se adhik time bina pdhe huye topic ko dijiye,,kyuki isko bhulne ka chance jyda rhta hai
main main cheejo ko revise bhi kr le....time k according
exam me full confident ho kr jaye,,,n jo question bn rhe jldi jldi wo solve kr le waki chhodte jaye ...fir bad me chhode huye questions ko suru kre ...
all the bst
thnkyou friends
blog ko pdhne k liye
ap try kijiye ,,,ho skta h apko isse help mile

Good
ReplyDeleteThank u
ReplyDelete